Khizaon ki udassi hy jo ab tak dil pe chayi hay.
Baharon ka haseen mousam kahin se sath lana tum
ye mana k or bhe hain tum ko jahan main boht se gham
magar duniya k mailon main hmain mat bhol jana tum
agar tum se kbhe koi mery bary mian poochay to
faqat itni c khwash hai mujhe apna btana tum
_______________________________
bara arman tha tery sath zindagi bitany ka
shikwa hay tery khamosh reh jany ka
dewangi es sy barh kr kya ho ge qais
aj bhi intzar hy tery lout anay ka.
_______________________________
hum ne dil tora dharkanon k khof se
apni basti mita di barishon k khof sy
kon kehta hya hamin muhabbat ras aa gai
hum to youn he hans dety hain answon k khof sy
No comments:
Post a Comment