Dil K Faisly

Bare anjan mosam main
Boht be-rang lamhon main
Bina ahat bina dstak
Boht masoom sa “SAPNA”
Utar aya he ankhon men
Bina sochey bina smjhe
Kaha hai “DIL” ne chupkey se
Haan is nannhey sy sapne ko
Aankhon men jaga day do
Bina rokey bina tokey
Hmaisha ki trha ab b
Bina uljhey bina boley
Jhuka deya ha sar ham ne
Magr tabeer kia hogi?
Ye ham janain na dil janey
Bas maloom hai itna
K DIL K FAISLE AKSAR
HAMAIN KAM RAAS AYE HAIN..
Mujhe apni mohabbat mein kho jaane do,
Har lamha mar ke aaj phir jee jaane do,
isse mahobbat ne dil ko aaj phir dharkaya hai,
Mujhe ishq ki baahon mein so jaane do,
Tarap ki aag hai judaai ki baahon mein,
Mujhe aaj iss mohabbat se mil jaane do,
Meri saans chalti hai tere naam ki aahat pe,
Mujh benaam ko iss naam mein kho jaane do,
Kasam tujhe chalne wali hawaon ki mehboob,
Mujhe iss mohabbat ki aag mein jal jaane do.
Earn Money Online

Khizaon ki udassi hy jo ab tak dil pe chayi hay.
Baharon ka haseen mousam kahin se sath lana tum
ye mana k or bhe hain tum ko jahan main boht se gham
magar duniya k mailon main hmain mat bhol jana tum
agar tum se kbhe koi mery bary mian poochay to
faqat itni c khwash hai mujhe apna btana tum
_______________________________
bara arman tha tery sath zindagi bitany ka
shikwa hay tery khamosh reh jany ka
dewangi es sy barh kr kya ho ge qais
aj bhi intzar hy tery lout anay ka.
_______________________________
hum ne dil tora dharkanon k khof se
apni basti mita di barishon k khof sy
kon kehta hya hamin muhabbat ras aa gai
hum to youn he hans dety hain answon k khof sy

uddassiyon se wabasta hay ye Zindagi Meri
Khuda gawa hay k Phir bhe tujhy hum yad karty hain.
Unhain to fursat nahe hum se milny ke
or hmaara waqt guzarta hai unki faryad kr k
agr aaien wo meri mout pe to keh dena
abhe soya hay aap ko yad kar k.
tou kisi or k liye hoga samander- e- ishq Mohsin
hum to roz tery sahil se piyasy guzar jaty hain

Subscribe to:
Posts (Atom)